Aakhri Lamhon Men Kiya Sahar-o-bayabaan Dekhoon Lyrics
![]() |
Aakhri Lamhon Men Kiya Sahar-o-bayabaan Dekhoon Lyrics |
Aakhri Lamhon Men Kiya Sahar-o-bayabaan Dekhoon lyrics
Aakhri Lamhon Men Kiya Sahar-o-bayabaan Dekhoon
Ab To Bas ik HI Dhun He Ke Madina Dekhoon.
Roob-ru Rauz-e-Sarkar Ke ho Mahfil-e Naat
Kash tayba haseen Aesa Zamana Dekhun
saaile dar Ko Shansha-e Zamana Kar Den
Shah-e Batha Ka Woh Andaz-e shahaana dekhoon
Sajd-e sar Men Karoon Kabe Ki Azmat Ke Liye
Sajd-e Dil K Liye Kabe Ka Kaba Dekhoon
Unke Darbar Me Khuchh Hamko Mile Aesi Ataa
Auj Pe Apne Muqaddar Ka Sitaara Dekhoon
Ya Nabi Kardo mere Dil Ko Sabhi Zang Se Pak
Wasl Ki Rat Ko Me Dil ka Chamakna Dekhoon
Sadqa-e aaleNabi Humko Mile Aaj Ki Shab
Gulshane zahara Kaa Rangeen Nazaara Dekhoon
Maal-o-zarr Pas nahin Aur na Parr hen Mere
Bara Mushkil He Ki Men Jake Madina dekhoon
Tera Naam Khawaja Moin Ud-deen - Lyrics
Sabir-e- Chishti,tadap dil me yoon karle paida
aankh jo ban karoon to piyaara madina dekhoon
Yhun to is waqt bhi aakhon me he rauza unka
mere aaqa ka haqiqat me bulwa dekhun
wo yaqin muje bulwayengen tayba sabir
aur wahin shaan se me jan ka jaana dekhoon
Aakhri-Lamhon-Men-Kiya-Sahar-o-bayabaan-Dekhoo-lyrics
★KALAM★ Sayyad Sabir Husaini Chishti, Gulbarga Sharif.